Hindi Shayari In Love Biography
Makhdoom Mohiuddin was among the post popular poets of his generation. He was a rebel in his poetry as well as life.
A Marxist, he took active part in Telangana agitation.Ironically he is more remembered for his verse 'Ek chameli ke mandve tale...' sung by Rafi and Asha, that got immense popularity.
Read his ghazal:
आप की याद आती रही रात भर
चश्म-ए-नम मुस्कुराती रही रात भर
रात भर दर्द की शमा जलती रही
ग़म की लौ थरथराती रही रात भर
बाँसुरी की सुरीली सुहानी सदा
याद बन बन के आती रही रात भर
याद के चाँद दिल में उतरते रहे
चांदनी जगमगाती रही रात भर
कोई दीवाना गलियों में फिरता रहा
कोई आवाज़ आती रही रात भर
Source(google.com.pk)
Teri Yaad Aayi To Aansoo Nikal Pade,
Badi Koshish Ki Inhe Rokne Kii,
Lekin Yeh Bhi Teri Tara Mere Naa Ban Sake.
Ahista ahista aapka yakeen karne lage hain….
Ahista ahista aapke kareeb aane lage hain…
Dil tho dene se ghabraathe hain…
Magar ahista ahista aapke dil ki kadar karne lage hain….
Ishq me maut se darta kaun hai,
pyar to ho jata hai karta kaun hai.
Aapke liye to puri duniya hai kurbaan,
aur aap kehte ho ki aapki fikr karta kaun hai…
Khaye Hai Lakho Dhokhe,
Ek Dhokha Aur Seh Lenge.
Tu Leja Apni Doli Ko,
Hum Apni Arthi Ko Barat Keh Lenge..
mai ye nhi kehta ki koi tmhare liye dua na mange....
mai bs itna chahta ho ki koi dua mai tmhe na mange.
Log mohabbat ko khuda kehte h
Agr koi kare to use ilzam dete h
Kehte h ki pathar dil roya nhi krte,
Fir kyu pahado se jharne gira krte h
wo zindgi hi kya jisme mohabt nhi,
wo mohabt hi kya jisme yadein nhi,
wo yadein kya jisme tm nhi, aur wo tm hi kya jiske sath hm nhi.
Na Tang Karo, Hm Sataye Hue Hai,
Mohabt Ka gm Dil Pe Uthaye Hue Hai,
Khilona Smjh Kr Hmse Na Khelo,
Hm B Usi Khuda K Banaye Hue Hai.
jati nhi ankho se surat apki,
jati nhi dil se muhabbat apki.
mehsus ye hota hai jene k liye pahle se jyada jarurat hai apki.
I LOVE YOU
Mujhe Is Baat Ka Gum Nahi Ki…
Badal Gaya Zamana,
Meri Zindagi To Sirf Tum Ho,
Kahi Tum Na Badal Jana..
Door jakar bhi hum door jaa na sakenge,
Kitna royenge hum bata na sakenge,
Gham iska nahi ki aap mil na sakoge,
Dard is baat ka hoga ki hum aapko bhula na sakenge…
Yeh kya naam du iss diwangi ko,
Dil ki bechainia tadapane lagi hai.
Bata kya kahu iss rawanagi se,
Jo pal pal tujhe bulane lagi hai…
Hindi Shayari In Love
Hindi Shayari In Love
Hindi Shayari In Love
Hindi Shayari In Love
Hindi Shayari In Love
Hindi Shayari In Love
Hindi Shayari In Love
Hindi Shayari In Love
Hindi Shayari In Love
Hindi Shayari In Love
Hindi Shayari In Love
No comments:
Post a Comment