Wednesday 22 January 2014

Sher Shayri Hindi

Sher Shayri Hindi Biography

Source (google.com.pk)
When we think to express our emotions, love & affection and care ofcourse, we think about Shayari so this is for sure that Sher O Shayari is somewhere connected to our heart and our deep emotions. Shayari can say everything in its own beautiful way. ... More ›


Latest Added Shayari
Sad Shayari Uski Mohabbat - Sad Shayari 
Woh mehandi wale hath mujhe dikha kar royi
Ab main hoon kisi aur ki, yeh mujhe bata ka royi

Pehle kehti thi ki nahi jee sakti tere bin
Aaj phir se woh baat dohra kar royi

Kaise kar loon uski mohabbat pe shak yaaron
Woh bhari mehfil mein mujhe gale laga kar royi. 
 Facebook Comment     Facebook Share
Sad Shayari Chhor Gaya - Sad Shayari 
Jab milne laga us ki mohabbat mein sukoon
Phir yun hua woh mera sath chhor gaya
Abhi bohat baki thi hasratein dil mein
Magar woh shakhs adhuri mulaqaat chhor gaya

Fakhra to yeh hai ke woh tha mera hamsafar kbhi
Dukh yeh hai ke beech raah mein woh mera hath chhor gaya
Bin us ke rehna ab azab sa lagta hai
Na jaane zindagi mein woh kaise jazbaat chhor gaya

Woh shakhs to chala gaya meri zindgi se
Magar aankhon mein meri aansuon ki barsaat chhor gaya 
 Facebook Comment     Facebook Share
Hindi Shayari Thokar - Hindi Shayari 
Shaam suraj ko dhalna sikhaati hai.
Shama parwaane ko jalna sikhaati hai
Girne waale ko takleef to hoti hai magar
Thokar hi insaan ko chalna sikhaati hai. 
 Facebook Comment     Facebook Share
Hindi Shayari Galtiyan Maaf Karne Wale - Hindi Shayari 
Phool kabhi dobara nahi khilte
Janam kabhi dobara nahin milte
Milte hain log hajaron par
Hazaron galtiyan maaf karne wale Maa-Baap
Dobara nahi milte... 
 Facebook Comment     Facebook Share
Romantic Shayari Tu Hi Kuchh Bata De - Romantic Shayari 
Kyon tujhi ko dekhna chahati hain meri aankhein
Kyon khamoshiyaan karti bas hain teri baatein
Kyon itna chahane laga hoon tujhko main
Ki taare ginte huye kat-ti hain meri raatein
Tu hi kuchh bata de kya main karoon inka
Har pal jo mujhe tadpaati hain teri yaadein


Read more: http://www.funbull.com/sher-o-shayari/#ixzz2rFpqNrxb

Sher Shayri Hindi

Sher Shayri Hindi
Sher Shayri Hindi
Sher Shayri Hindi
Sher Shayri Hindi
Sher Shayri Hindi
Sher Shayri Hindi
Sher Shayri Hindi
Sher Shayri Hindi
Sher Shayri Hindi
Sher Shayri Hindi

No comments:

Post a Comment