Thursday, 23 January 2014

Poetry About Love

Poetry About Love Biography

Source (google.com.pk)
If you want to read Ghazal than you are at the right place as this is one of the largest collection of Latest Ghazal SMS messages. Here you see Great Ghazal SMS collection, Urdu Ghazal SMS, New Ghazal SMS, Free Ghazal SMS, English Ghazal SMS, long Ghazal SMS messages and much more.
JAN
09
mohabbat maqsad hai zindagi ka
mohabbat maqsad hai zindagi ka
mohabbat muqaddar hai har kisika
mohabbat pakiza naam hai
mohabbat har khushi ka paigham hai
mohabbat to rehmat hai
mohabbat to chahat hai
mohabbat pyar ishq or lagan hai
mohabbat me har shaks magan hai
mohabbat me zindagi kho jati hai
mohabbat haar hai
mohabbat jeet hai
mohabbat hi dil ka sachcha meet hai
mohabbat phoolon ko hui kanton se
mohabbat palkon ko hui aankhon se
mohabbat chand ko hui chandni se
mohabbat rooh ko hui ragini se
mohabbat subha ki pehli kiran hai
mohabbat do dilon ka milan hai
mohabbat hi manzil hai
mohabbat hi mera dil hai
mohabbat majboori hai
mohabbat kamzori hai
mohabbat hi taqat hai
mohabbat hi ibadat hai
Send this SMS to your Mobile
Categories : Ghazal SMS
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (8 votes, average: 4.25 out of 5)
Advertisment

 
DEC
10
Mujhay itna pyar na do Baba
Mujhay itna pyar na do Baba..
Kal jitna mujhay naseeb na ho..
Ye jo maatha choma kartay ho..
Kal is per shikan ajeeb na ho..
Main jab b roti hoon Baba..
Tum Aansu ponchaa krtay ho..
Mujhay itni dour na chor aana..
Main roun or tum qareeb na ho..
Meray naaz uthatay ho Baba..
Meray lad uthatay ho Baba..
Meri choti choti khawhish par..
Tum jaan lutatay ho Baba
Kal Aesa ho ik nagri mein
Main Tanha Tum ko yaad karon..
Or ro ro kr faryaad karun..
O my God mere baba sa
Koi pyar jatanay wala ho…
Meray naaz uthane wala ho..
Mujay itna pyar na do Baba ♥ ♥
Send this SMS to your Mobile
Categories : Ghazal SMS
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
NOV
10
Mere Wajood Mein
Mere Wajood Mein
Wafaa Ki Roshni Utaar De,
Phir Itna Pyar De Ke
Mujhey Chahaton Se Maar De,
Bohat Udaas Hoon..
So Main Tere Paas Aa Gaya,
Kuch Aisi Baat Ker
Jo Dil Ko Chain-O-Qaraar De,
Suna Hai Teri Ek Nazar
Sanwarti Hai Zindagi,
Jo Ho Sakey To Aaj
Meri Zindagi Sanwar De
Send this SMS to your Mobile
Categories : Ghazal SMS
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (5 votes, average: 3.60 out of 5)
Advertisment

 
FEB
08
Wo acha hai toh behtar
Wo acha hai toh behtar,,,bura hai toh bhi qabool”yash”
Mizaz-e-ishq me aib-e-hunar dekhe nahi jaate…
Send this SMS to your Mobile
Categories : Break up SMS, Ghazal SMS, Love Quotes SMS, Love SMS
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (4 votes, average: 4.25 out of 5)
FEB
08
Tasur me jinke
Tasur me jinke hum intejar karte baithe the…’Yash’
Kal pata chala ki unki doly humare samne se gujri….!
Send this SMS to your Mobile
Categories : Break up SMS, Ghazal SMS, Love Quotes SMS
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
FEB
08
Tujh Ko Bhoolna
Tujh Ko Bhoolna Chahun Aur Shikast Khaaun
Kitni Be-Waqaar Apni Quat-e-Iradi Hy
Send this SMS to your Mobile
Categories : Ghazal SMS
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 1.00 out of 5)
FEB
08
Mujh Pe Wajib Hai
Mujh Pe Wajib Hai Anso0n ki Zaakat
Gham Ki Doulat Se Mala Maal Hoon Mainn.
Send this SMS to your Mobile
Categories : Break up SMS, Ghazal SMS
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
FEB
08
Baray Shoq Se Mar
Baray Shoq Se Mar Jayein Gay Hum Agar
Tum samnay Beth Kar Sans Ka Tasalsul Tot’ta Dekho
Send this SMS to your Mobile
Categories : Ghazal SMS
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 1.00 out of 5)
FEB
08
Mai Tujhay Dundnay
Mai Tujhay Dundnay Yadoon Ki Ghuzar Gahon Par
Khushk Patton Ki Tarha Roz Bikhar Jati Hoon
Send this SMS to your Mobile
Categories : Ghazal SMS
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (2 votes, average: 3.50 out of 5)
FEB
08
Khush hoon
Khush hoon main aaj tera saath
Mere Rab meri zindagi ko youn hi sanwaray rakhna
Send this SMS to your Mobile

Poetry About Love

Poetry About Love
Poetry About Love
Poetry About Love
Poetry About Love
Poetry About Love
Poetry About Love
Poetry About Love
Poetry About Love
Poetry About Love
Poetry About Love

No comments:

Post a Comment